Sheikh Abrar har saal Ramzan me ما شاء اللّٰه sawa crore rupay ke qareeb zakat nikalte hain.. Aur woh zakat mukhtalif falahi idaron me thodi thodi kar ke taqseem hojati hai..
Kahte hain ke Iraan ka ek Badshaah sardiyon ki shaam jab apne mahal me dakhil horaha tha to ek budhe darbaan ko dekha jo mahal ke sadar darwaze par purani aur bareek wardi me pehra de raha tha.
Mai Apne ek sonaar dost ki dukaan par baitha hua tha... Wahan ek boodhi aurat ayi.. Uske haath me kuchh kapde the jo aam taur par shishe waghairah ki safayi me kaam ate hain..
Kehte hain kisi jagah ek dehati ne kaafi bhedein paal rakhi theen. Woh unn ki bohat achhe se dekh bhaal karta, charah dalta, pani dalta. sardiyoon mein sardi se