Bade gusse se me ghar se chala aaya, itna gussa tha ki ghalti se papa ke Joote pahan ke nikal aaya.
Mai aaj bas ghar chodd dunga, aur tabhi loutunga jab bahut bada aadmi bann jaunga...
Mai aaj bas ghar chodd dunga, aur tabhi loutunga jab bahut bada aadmi bann jaunga...
jab bike nahi dilwa sakte to management me addmission kyun karwaya, to kyun successful aadami banane ka sapna dekhte.....
Aaj mai papa ka purse bhi utha laya tha .
Jise kisi ko hath na lagane dete the.
Mujhe pata hai isme jarur paiso ki hisab ki dairy hogi ....
Pata to chale kitna maal chupaya hai.
Maa se bhi Isliye hath nahi lagne dete the kisi ke..
Jaise he Mai kacche raste me aaya, mujhe laga jooto me kuch chubh raha hai,
Maine juta nikal kar dekha
Meri edyi se khoon nikal aaya hai, joote me koi keel nikli hui thi, dard to hua par gussa bahut aaya ..
Aur mujhe jana he tha ghar chodkar... Jaise he kuch door chala, Mujhe pair geela geela laga,
sadak par pani pada hua tha...
paaon utha kar dekha , joote ka tala tuta hua tha.. Jaise taise langdakar bus stop pahuncha,
Pata chala ek ghante tak koi bus nahi.... Maine socha kyun na purse ki talasi li jaye..
Maine purse khola, ek parchi dikai di , likha tha.
Laptop ke liye 40000 udhar liye
Par laptop to ghar me mere paas hai ?
Dusra ek muda panna dekha,
Usme unki office ka kisi hobby day ka lika tha,
Unhone hobby likhi acche jute pahanna
Par unke jute to.. . . . . !!!
Maa pichle 4saal se kah rahi naye joote le lijiye.
Aur wo har baar kahte , abhi to 6 mahine aur chalenge.
Magar mai ab samjha kitne chalenge.
Phir ek parchi
Purana scooter dijiye new bike lijiye.
Padte he dimag ghum gaya aankhe , dil rone lagi.....Papa ka scooter.
Oohh.
Mai ghar ki aur bhaga.... Ab paon me wo keel nahi chubh rahi thi.
Mai ghar pahucha
Na papa the na scooter.
oohh nahi
Main samajh gaya kaha gaye... Mai douda aur agency pahucha
Papa wahi the
Maine unko gale se laga liya aur unka kandha aansoon se bhigo diya.
Nahi papa nahi mujhe nahi chahiye koi bike.
Aap naye joote le lo .
Mujhe ab bada aadmi nek aadmi banna hai apne tarike se
Maa ek aisi Bank hai jaha hum apna har dard har gum khawaish jama kar sakte hai..
Aur Papa
Ek aisa credit card jiske paas balance na hote hue bhi humare sapne pure karne ki kosis karte hai.
I LOVE YOU PAPA
Allah mere Maa Baap ko... Aur sabhi ke Maa Baap ko har muskilaat se har gum se har burai se bimari se paresaani door rakhe... Har khusi de unke gunaho ko maaf kar de.
Aameen Summa Aameen..
Visit :: www.PakizahKahaniya.blogspot.com
Jazakallah.
ﺑﮍﮮ ﻏﺼﮯ ﺳﮯ ﻣﯿﮟ ﮔﮭﺮ ﺳﮯ ﭼﻼ ﺁﯾﺎ ..
ﺍﺗﻨﺎ ﻏﺼﮧ ﺗﮭﺎ ﻏﻠﻄﯽ ﺳﮯ ﭘﺎﭘﺎ ﮐﮯ ﺟﻮﺗﮯ ﭘﮩﻦ ﮐﮯ ﻧﮑﻞ ﮔﯿﺎ
ﻣﯿﮟ ﺁﺝ ﺑﺲ ﮔﮭﺮ ﭼﮭﻮﮌ ﺩﻭﮞ ﮔﺎ، ﺍﻭﺭ ﺗﺒﮭﯽ ﻟﻮﭨﻮﮞ ﮔﺎ ﺟﺐ ﺑﮩﺖ ﺑﮍﺍ ﺁﺩﻣﯽ ﺑﻦ ﺟﺎﺅﮞ ﮔﺎ ...
ﺟﺐ ﻣﻮﭨﺮ ﺳﺎﺋﯿﮑﻞ ﻧﮩﯿﮟ ﺩﻟﻮﺍ ﺳﮑﺘﮯ ﺗﮭﮯ، ﺗﻮ ﮐﯿﻮﮞ ﺍﻧﺠﯿﻨﺌﺮ ﺑﻨﺎﻧﮯ ﮐﮯ ﺧﻮﺍﺏ ﺩﯾﮑﮭﺘﮯ ﮨﯿﮟ .....
ﺁﺝ ﻣﯿﮟ ﭘﺎﭘﺎ ﮐﺎ ﭘﺮﺱ ﺑﮭﯽ ﺍﭨﮭﺎ ﻻﯾﺎ ﺗﮭﺎ .... ﺟﺴﮯ ﮐﺴﯽ ﮐﻮ ﮨﺎﺗﮫ ﺗﮏ ﻧﮧ ﻟﮕﺎﻧﮯ ﺩﯾﺘﮯ ﺗﮭﮯ ...
ﻣﺠﮭﮯ ﭘﺘﮧ ﮨﮯ ﺍﺱ ﭘﺮﺱ ﻣﯿﮟ ﺿﺮﻭﺭ ﭘﯿﺴﻮﮞ ﮐﮯ ﺣﺴﺎﺏ ﮐﯽ ﮈﺍﺋﺮﯼ ﮨﻮﮔﯽ ....
ﭘﺘﮧ ﺗﻮ ﭼﻠﮯ ﮐﺘﻨﺎ ﻣﺎﻝ ﭼﮭﭙﺎ ﺭﮐﮭﺎ ﮨﮯ .....
ﻣﺎﮞ ﺳﮯ ﺑﮭﯽ ...
ﺍﺳﯽ ﮨﺎﺗﮫ ﻧﮩﯿﮟ ﻟﮕﺎﻧﮯ ﺩﯾﺘﮯ ﮐﺴﯽ ﮐﻮ ..
ﺟﯿﺴﮯ ﮨﯽ ﻣﯿﮟ ﻋﺎﻡ ﺭﺍﺳﺘﮯ ﺳﮯ ﺳﮍﮎ ﭘﺮ ﺁﯾﺎ، ﻣﺠﮭﮯ ﻟﮕﺎ ﺟﻮﺗﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﮐﭽﮫ ﭼﺒﮫ ﺭﮨﺎ ﮨﮯ ....
ﻣﯿﮟ ﻧﮯ ﺟﻮﺗﺎ ﻧﮑﺎﻝ ﮐﺮ ﺩﯾﮑﮭﺎ .....
ﻣﯿﺮﯼ ﺍﯾﮉﯼ ﺳﮯ ﺗﮭﻮﮌﺍ ﺳﺎ ﺧﻮﻥ ﺭﺱ ﺁﯾﺎ ﺗﮭﺎ ...
ﺟﻮﺗﮯ ﮐﯽ ﮐﻮﺋﯽ ﮐﯿﻞ ﻧﮑﻠﯽ ﮨﻮﺋﯽ ﺗﮭﯽ، ﺩﺭﺩ ﺗﻮ ﮨﻮﺍ ﭘﺮ ﻏﺼﮧ ﺑﮩﺖ ﺗﮭﺎ ..
ﺍﻭﺭ ﻣﺠﮭﮯ ﺟﺎﻧﺎ ﮨﯽ ﺗﮭﺎ ﮔﮭﺮ ﭼﮭﻮﮌ ﮐﺮ ...
ﺟﯿﺴﮯ ﮨﯽ ﮐﭽﮫ ﺩﻭﺭ ﭼﻼ ....
ﻣﺠﮭﮯ ﭘﺎﺋﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﮔﯿﻼ ﮔﯿﻼ ﻟﮕﺎ، ﺳﮍﮎ ﭘﺮ ﭘﺎﻧﯽ ﭘﮭﯿﻼ ﭘﮍﺍ ﺗﮭﺎ ....
ﭘﺎﺅﮞ ﺍﭨﮭﺎ ﮐﮯ ﺩﯾﮑﮭﺎ ﺗﻮ ﺟﻮﺗﮯ ﺗﻠﮯ ﺳﮯ ﭘﮭﭩﮯ ﮨﻮﺋﮯ ﺗﮭﮯ .....
ﺟﯿﺴﮯ ﺗﯿﺴﮯ ﻟﻨﮕﮍﺍ ﻛﺮ ﺑﺲ ﺳﭩﺎﭖ ﭘﺮ ﭘﮩﻨﭽﺎ ﭘﺘﮧ ﭼﻼ ﺍﯾﮏ ﮔﮭﻨﭩﮯ ﺗﮏ ﮐﻮﺋﯽ ﺑﺲ ﻧﮩﯿﮟ ﺗﮭﯽ .....
ﻣﯿﮟ ﻧﮯ ﺳﻮﭼﺎ ﮐﯿﻮﮞ ﻧﮧ ﭘﺮﺱ ﮐﯽ ﺗﻼﺷﯽ ﻟﯽ ﺟﺎﺋﮯ ....
ﻣﯿﮟ ﻧﮯ ﭘﺮﺱ ﮐﮭﻮﻻ، ﺍﯾﮏ ﭘﺮﭼﯽ ﺩﮐﮭﺎﺋﯽ ﺩﯼ، ﻟﮑﮭﺎ ﺗﮭﺎ ..
ﻟﯿﭗ ﭨﺎﭖ ﮐﮯ ﻟﺌﮯ 40 ﮨﺰﺍﺭ ﻗﺮﺽ ﻟﺌﮯ
ﭘﺮ ﻟﯿﭗ ﭨﺎﭖ ﺗﻮ ﮔﮭﺮ ﻣﯿﮟ ﻣﯿﺮﮮ ﭘﺎﺱ ﮨﮯ؟
ﺩﻭﺳﺮﺍ ﺍﯾﮏ ﻣﮍﺍ ﺗﮍﺍ ﮐﺎﻏﺬ ﺩﯾﮑﮭﺎ، ﺍﺱ ﻣﯿﮟ ﺍﻥ ﮐﮯ ﺁﻓﺲ ﮐﯽ ﮐﺴﯽ ﺷﻮﻕ ﺑﺎﺭﮮ ﻟﮑﮭﺎ ﺗﮭﺎ
ﺍﻧﮩﻮﮞ ﻧﮯ ﺷﻮﻕ ﻟﮑﮭﺎ "" ﺍﭼﮭﮯ ﺟﻮﺗﮯ ﭘﮩﻨﻨﺎ "" ......
ﺍﻭﮦ .... ﺍﭼﮭﮯ ﺟﻮﺗﮯ ﭘﮩﻨﻨﺎ ؟؟؟
ﭘﺮ ﺍﻧﮑﮯ ﺟﻮﺗﮯ ﺗﻮ !!!! ...........
ﻣﺎﮞ ﮔﺰﺷﺘﮧ ﭼﺎﺭ ﻣﺎﮦ ﺳﮯ ﮨﺮ ﭘﮩﻠﯽ ﮐﻮ ﮐﮩﺘﯽ ﮨﮯ ﻧﺌﮯ ﺟﻮﺗﮯ ﻟﮯ ﻟﻮ ...
ﺍﻭﺭ ﻭﮦ ﮨﺮ ﺑﺎﺭ ﮐﮩﺘﮯ " ﺍﺑﮭﯽ ﺗﻮ 6 ﻣﺎﮦ ﺟﻮﺗﮯ ﮐﻮ ﺍﻭﺭ ﭼﻼﯾﺎ ﺟﺎﺋﮯ ﮔﺎ "..
ﻣﯿﮟ ﺍﺏ ﺳﻤﺠﮭﺎ ﮐﯿﺴﮯ ﭼﻼﯾﺎ ﺟﺎﺋﮯ ﮔﺎ
...... ﺗﯿﺴﺮﯼ ﭘﺮﭼﯽ ..........
ﭘﺮﺍﻧﺎ ﺳﮑﻮﭨﺮ ﺩﯾﺠﺌﮯ ﺍﯾﮑﺴﭽﯿﻨﺞ ﻣﯿﮟ ﻧﺌﯽ ﻣﻮﭨﺮ ﺳﺎﺋﯿﮑﻞ ﻟﮯ ﺟﺎﺋﯿﮟ ...
ﭘﮍﮬﺘﮯ ﮨﯽ ﺩﻣﺎﻍ ﮔﮭﻮﻡ ﮔﯿﺎ .....
ﭘﺎﭘﺎ ﮐﺎ ﺳﮑﻮﭨﺮ .............
ﺍﻭﻩ .....
ﻣﯿﮟ ﮔﮭﺮ ﮐﯽ ﻃﺮﻑ ﺑﮭﺎﮔﺎ ........
ﺍﺏ ﭘﺎﺋﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﻭﮦ ﮐﯿﻞ ﻧﮩﯿﮟ ﭼﺒﮫ ﺭﮨﯽ ﺗﮭﯽ ....
ﻣﯿﮟ ﮔﮭﺮ ﭘﮩﻨﭽﺎ .....
ﻧﮧ ﭘﺎﭘﺎ ﺗﮭﮯ ﻧﮧ ﺳﮑﻮﭨﺮ ..............
ﺍﻭﻩ ﻧﮩﯿﮟ .....
ﻣﯿﮟ ﺳﻤﺠﮫ ﮔﯿﺎ ﮐﮩﺎﮞ ﮔﺌﮯ ....
ﻣﯿﮟ ﺑﮭﺎﮔﺎ ﺍﻭﺭﺍﯾﺠﻨﺴﯽ ﭘﺮ ﭘﮩﻨﭽﺎ ......
ﭘﺎﭘﺎ ﻭﮨﯿﮟ ﺗﮭﮯ ...............
ﻣﯿﮟ ﻧﮯ ﺍﻥ ﮐﻮ ﮔﻠﮯ ﺳﮯ ﻟﮕﺎ ﻟﯿﺎ، ﺍﻭﺭ ﺁﻧﺴﻮﻭﮞ ﺳﮯ ﺍﻥ ﮐﻨﺪﮬﺎ ﺑﮭﯿﮓ ﮔﯿﺎ ..
..... ﻧﮩﯿﮟ ... ﭘﺎﭘﺎ ﻧﮩﯿﮟ ........ ﻣﺠﮭﮯ ﻧﮩﯿﮟ ﭼﺎﮨﺌﮯ ﻣﻮﭨﺮ ﺳﺎﺋﯿﮑﻞ ...
ﺑﺲ ﺁﭖ ﻧﺌﮯ ﺟﻮﺗﮯ ﻟﮯ ﻟﻮ ﺍﻭﺭ ﻣﺠﮭﮯ ﺍﺏ ﺑﮍﺍ ﺁﺩﻣﯽ ﺑﻨﻨﺎ ﮨﮯ ..
ﻭﮦ ﺑﮭﯽ ﺁﭖ ﮐﮯ ﻃﺮﯾﻘﮯ ﺳﮯ .....
")) ﻣﺎﮞ " ﺍﯾﮏ ﺍﯾﺴﯽ ﺑﯿﻨﮏ ﮨﮯ ﺟﮩﺎﮞ ﺁﭖ ﮨﺮ ﺍﺣﺴﺎﺱ ﺍﻭﺭ ﺩﮐﮫ ﺟﻤﻊ ﮐﺮ ﺳﮑﺘﮯ ﮨﯿﮟ ...
ﺍﻭﺭ
" ﭘﺎﭘﺎ " ﺍﯾﮏ ﺍﯾﺴﺎ ﮐﺮﯾﮉﭦ ﮐﺎﺭﮈ ﮨﮯ ﺟﻦ ﮐﮯ ﭘﺎﺱ ﺑﯿﻠﻨﺲ ﻧﮧ ﮨﻮﺗﮯ ﮨﻮﺋﮯ ﺑﮭﯽ ﮨﻤﺎﺭﮮ ﺧﻮﺍﺏ ﭘﻮﺭﮮ ﮐﺮﻧﮯ ﮐﯽ ﮐﻮﺷﺶ ﮐﺮﺗﮯ ﮨﯿﮟ
Visit : www.PakizahKahaniya.blogspot.com