EK NASEEHAT
► Miya Biwi kahin ja rahe the Aourat ne Hasb Mamool Nok palak Sanwari hui thi aur Taxi ke intezaar me khade the itne me Taxi Aayi aur wo uss me baith gaye kuch der baad Taxi
Driver ne kaha apni Wife se bolen ye Lipstick ka shade mitade mujhe Accha nahi lag raha ye sunte hi shohar ne gusse se us ka gireban pakda aur bola;
Teri ye himmat kaise hui jo Tune ye baat boli.
"Driver Muskurate hue bola Bhai Aap ki Biwi tayyar hi logo ke liye hui Agar ye aap ke liye Sanwri hoti to ghar me Sajti lekin ye bahar nikalte waqt tayyar hui hai to iska Matlab to yahi hua na ke ye Raste ke liye tayyar hui hai aur raste ki har cheez par Tanqeed aur pasand deedgi ka Ekhtiyar har shaks ko hai",
ye sunkar Mard ka Gussa Jhaag ki tarah baith gaya aur Rumal nikal kar diya apni Biwi se kaha
" Apna Makeup saaf karlo."
► Shayad is baat me Haqiqat na ho magar ek Sachayi zaroor hai kuch Aourte Waqeyi apne shohar ke liye kam aur logon ke liye zyadah tayyar hoti hain kisi Function me jana ho to Ghanton tayyari me laga deti hain Magar shohar ke Aane ke waqt ho to kabhi unke liye tayyar nahi hoti hai, Acche kapde kya saaf kapde bhi nahi pahenti balke usi Maile kuchle libas me ghoomti rahti hain.
► Jabke Hamare Mazhab Islam me daur Jihalat ki tarah tayyar hokar Bahar nikalne se Mana Farmaya gaya hai ye nahi kaha tum Apne gharo me bhi Saja Sanwar nahi karo Balke kaha Zaib o Zinat sajna Sawarna Shohar ke liye hai Magar hota iske khilaf hai,
Allah Rahem kare.
www.PakizahKahaniya.blogspot.in
Join Our Page, Jazakallah
www.PakizahKahaniya.blogspot.in
Join Our Page, Jazakallah
ﻣﯿﺎﮞ ﺑﯿﻮﯼ ﮐﮩﯿﮟ ﺟﺎﺭﮨﮯ ﺗﮭﮯ ﻋﻮﺭﺕ ﻧﮯ ﺣﺴﺐ ﻣﻌﻤﻮﻝ ﻧﻮﮎ ﭘﻠﮏ ﺳﻨﻮﺍﺭﯼ ﮨﻮﺋﯽ ﺗﮭﯽ ﺍﻭﺭ ﭨﯿﮑﺴﯽ ﮐﮯ ﺍﻧﺘﻈﺎﺭ ﻣﯿﮟ ﮐﮭﮍﮮ ﺗﮭﮯ ﺍﺗﻨﮯ ﻣﯿﮟ ﭨﯿﮑﺴﯽ ﺁﯼ ﺍﻭﺭ ﻭﮦ ﺍﺱ ﻣﯿﮟ ﺑﯿﭩﮫ ﮔﮯ ﮐﭽﮫ ﺩﯾﺮ ﺑﻌﺪ ﭨﯿﮑﺴﯽ ﮈﺭﺍﺋﯿﻮﺭ ﻧﮯ ﮐﮩﺎ ﺍﭘﻨﯽ ﻭﺍﺋﻒ ﺳﮯ ﺑﻮﻟﯿﮟ ﯾﮧ ﻟﭗ ﺍﺳﭩﮏ ﮐﺎ ﺷﯿﮉ ﻣﭩﺎ ﺩﯾﮟ ﻣﺠﮭﮯ ﺍﭼﮭﺎ ﻧﮩﯿﮟ ﻟﮓ ﺭﮨﺎ ﯾﮧ ﺳﻨﺘﮯ ﮨﯽ ﺷﻮﮨﺮ ﻧﮯ ﻏﺼﮯ ﺳﮯ ﺍﺱ ﮐﺎ ﮔﺮﯾﺒﺎﻥ ﭘﮑﮍﺍ ﺍﻭﺭ ﺑﻮﻻ ﺗﯿﺮﯼ ﯾﮧ ﮨﻤﺖ ﮐﯿﺴﮯ ﮨﻮﺋﯽ ﺟﻮ ﺗﻮﻧﮯ ﯾﮧ ﺑﺎﺕ ﺑﻮﻟﯽ ﮈﺭﺍﺋﯿﻮﺭ ﻣﺴﮑﺮﺍﺗﮯ ﮨﻮﮮ ﺑﻮﻻ ﺑﮭﺎﺋﯽ ﺁﭖ ﮐﯽ ﺑﯿﻮﯼ ﺗﯿﺎﺭ ﮨﯽ ﻟﻮﮔﻮﮞ ﮐﮯ ﻟﯿﮯ ﮨﻮﺋﯽ ﮨﮯ ﺍﮔﺮ ﯾﮧ ﺁﭖ ﮐﮯ ﺳﺠﯽ ﺳﻨﻮﺭﯼ ﮨﻮﺗﯽ ﺗﻮ ﮔﮭﺮ ﻣﯿﮟ ﺳﺠﺘﯽ ﻟﯿﮑﻦ ﯾﮧ ﺑﺎﮨﺮ ﻧﮑﻠﺘﮯ ﻭﻗﺖ ﺗﯿﺎﺭ ﮨﻮﺋﯽ ﮨﮯ ﺗﻮ ﺍﺱ ﮐﺎ ﻣﻄﻠﺐ ﺗﻮ ﯾﮩﯽ ﮨﻮﺍ ﻧﺎ ﮐﮧ ﯾﮧ ﺭﺍﺳﺘﮯ ﮐﮯ ﻟﮯ ﺗﯿﺎﺭ ﮨﻮﺋﯽ ﮨﮯ ﺍﻭﺭ ﺭﺍﺳﺘﮯ ﮐﯽ ﮨﺮ ﭼﯿﺰ ﭘﺮ ﺗﻨﻘﯿﺪ ﺍﻭﺭ ﭘﺴﻨﺪﯾﺪﮔﯽ ﮐﺎ ﺍﺧﺘﯿﺎﺭ ﮨﺮ ﺷﺨﺺ ﮐﻮ ﮨﮯ
ﻣﺮﺩ ﮐﺎ ﻏﺼﮧ ﺟﮭﺎﮒ ﮐﯽ ﻃﺮﺡ ﺑﯿﭩﮫ ﮔﯿﺎ ﺍﻭﺭ ﺭﻭﻣﺎﻝ ﻧﮑﺎﻝ ﮐﺮ ﺩﯾﺎ ﺍﭘﻨﯽ ﺑﯿﻮﯼ ﺳﮯ ﮐﮩﺎ ﺍﭘﻨﺎ ﻣﯿﮏ ﺁﭖ ﺻﺎﻑ ﮐﺮﻟﻮ
ﺷﺎﯾﺪ ﺍﺱ ﺑﺎﺕ ﻣﯿﮟ ﺣﻘﯿﺖ ﻧﮧ ﮨﻮ ﻣﮕﺮ ﺍﮎ ﺳﭽﺎﺋﯽ ﺿﺮﻭﺭ ﮨﮯ ﮐﭽﮫ ﻋﻮﺭﺗﯿﮟ ﻭﺍﻗﻌﯽ ﺍﭘﻨﮯ ﺷﻮﮨﺮ ﮐﮯ ﻟﯿﮯ ﮐﻢ ﺍﻭﺭ ﻟﻮﮔﻮﮞ ﮐﮯ ﻟﯿﮯ ﺯﯾﺎﺩﮦ ﺗﯿﺎﺭ ﮨﻮﺗﯽ ﮨﯿﮟ ﮐﺴﯽ ﺗﻘﺮﯾﺐ ﻣﯿﮟ ﺟﺎﻧﺎ ﮨﻮ ﺗﻮ ﮔﮭﻨﭩﻮﮞ ﺗﯿﺎﺭﯼ ﻣﯿﮟ ﻟﮕﺎ ﺩﯾﺘﯽ ﮨﯿﮟ ﻣﮕﺮ ﺷﻮﮨﺮ ﮐﮯ ﺁﻧﮯ ﮐﺎ ﻭﻗﺖ ﮨﻮ ﺗﻮ ﮐﺒﮭﯽ ﺍﻥ ﮐﮯ ﻟﯿﮯ ﺗﯿﺎﺭ ﻧﮩﯿﮟ ﮨﻮﺗﯽ ﮨﯿﮟ ﺍﭼﮭﮯ ﮐﭙﮍﮮ ﮐﯿﺎ ﺻﺎﻑ ﮐﭙﮍﮮ ﺑﮭﯽ ﻧﮩﯿﮟ ﭘﮩﻨﺘﯽ . ﺑﻠﮑﮧ ﺍﺳﯽ ﻣﯿﻠﮯ ﮐﭽﯿﻠﮯ ﻟﺒﺎﺱ ﻣﯿﮟ ﮔﮭﻮﻣﺘﯽ ﺭﮨﺘﯽ ﮨﯿﮟ
ﺟﺒﮑﮧ ﮨﻤﺎﺭﮮ ﻣﺬﮨﺐ ﻣﯿﮟ ﺩﻭﺭ ﺟﺎﮨﻠﯿﺖ ﮐﯽ ﻃﺮﺡ ﺗﯿﺎﺭ ﮨﻮﮐﺮ ﺑﺎﮨﺮ ﻧﮑﻠﻨﮯ ﻣﻨﻊ ﻓﺮﻣﺎﯾﺎ ﮔﯿﺎ ﮨﮯ ﯾﮧ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﮩﺎ ﺗﻢ ﺍﭘﻨﮯ ﮔﮭﺮﻭﮞ ﻣﯿﮟ ﺑﮭﯽ ﺳﺠﺎ ﺳﻨﻮﺭﺍ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﺮﻭ ﺑﻠﮑﮧ ﮐﮩﺎ ﮨﮯ ﺯﯾﺒﺎﺋﺶ ﺷﻮﮨﺮ ﮐﮯ ﻟﯿﮯ ﮨﮯ ﻣﮕﺮ ﮨﻮﺗﺎ ﺍﺳﮑﮯ ﺑﺮ ﻋﮑﺲ ﮨﮯ . ﺑﺲ ﺍﻟﻠﮧ ﮨﯽ ﺭﺣﻢ ﮐﺮﮮ .