Danayi ki baat
Humare liye chaubees ghanton me paanch baar Allah ko yaad karna bahut mushkil hai lekin hum yeh chahte hain
Aur agar unn me se koi ek chiz hi nah ho tu hum Allah se shikwah karne lagte hain ..usey batate hain keh uss ne humein kitna badqismat banaya hai .. Apni mahrumion ka matam karte hain ..
Yahan isi zameen par aise log hain jo iss tarah mazur hain keh zehan ke elawah inn ke jism ka koi hissa kaam nahi karta aur woh phir hi Allah ka shukr ada karte hain ..
Yahan kitne hain jin ke pure ke pure khandan kisi nah kisi hadse ka shikaar ho jate hain woh phir hi sabr karte hain ..
Allah se saude bazi nahi ki ja sakti ..uss ko koi dilchaspi nahi keh tum Musalman rahte ho ya nahi ..
Tumhare mazhab badal lene se duniya me Musalman khatm to nahi ho jayein ge ..Hazrat Muhammad SallAllah Alaihe Wasallam ke manne walon me to kami nahi aye gi ..
Farq agar kisi ko pade ga to tum ko pade ga ..
Nuqsaan agar koi uthaye ga to tum uthao ge.
Zara sochiye. Jazakallah
✿ PAKIZAH KAHANIYA ✿
ﺩﺍﻧﺎﺋﯽ ﮐﯽ ﺑﺎﺕ
ﻣﺎﺭﮮ ﻟﯿﮯ ﭼﻮﺑﯿﺲ ﮔﮭﻨﭩﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﭘﺎﻧﭻ ﺑﺎﺭ ﺍﻟﻠﻪ ﮐﻮ ﯾﺎﺩ ﮐﺮﻧﺎ ﺑﮩﺖ ﻣﺸﮑﻞ ﮬﮯ ﻟﯿﮑﻦ ﮬﻢ ﯾﮧ ﭼﺎﮬﺘﮯ ﮬﯿﮟ ﮐﮧ ﺍﻟﻠﻪ ﭼﻮﺑﯿﺲ ﮔﮭﻨﭩﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﮬﺮ ﭘﻞ ﮬﻤﺎﺭﺍ ﺧﯿﺎﻝ ﺭﮐﮭﮯ ' ﮬﻤﯿﮟ ﮬﺮ ﻧﻘﺼﺎﻥ ﺳﮯ ﺑﭽﺎﺋﮯ ' ﮬﻤﯿﮟ ﮬﺮ ﺍﺱ ﭼﯿﺰ ﺳﮯ ﻧﻮﺍﺯﮮ ﺟﺲ ﮐﯽ ﮬﻤﯿﮟ ﺧﻮﺍﮬﺶ ﮬﮯ ..
ﺍﻭﺭ ﺍﮔﺮ ﺍﻥ ﻣﯿﮟ ﺳﮯ ﮐﻮﺋﯽ ﺍﯾﮏ ﭼﯿﺰ ﺑﮭﯽ ﻧﮧ ﮬﻮ ﺗﻮ ﮬﻢ ﺍﻟﻠﻪ ﺳﮯ ﺷﮑﻮﮦ ﮐﺮﻧﮯ ﻟﮕﺘﮯ ﮬﯿﮟ .. ﺍﺳﮯ ﺑﺘﺎﺗﮯ ﮬﯿﮟ ﮐﮧ ﺍﺱ ﻧﮯ ﮬﻤﯿﮟ ﮐﺘﻨﺎ ﺑﺪﻗﺴﻤﺖ ﺑﻨﺎﯾﺎ ﮬﮯ .. ﺍﭘﻨﯽ ﻣﺤﺮﻭﻣﯿﻮﮞ ﮐﺎ ﻣﺎﺗﻢ ﮐﺮﺗﮯ ﮬﯿﮟ ..
ﯾﮩﺎﮞ ﺍﺳﯽ ﺯﻣﯿﻦ ﭘﺮ ﺍﯾﺴﮯ ﻟﻮﮒ ﮬﯿﮟ ﺟﻮ ﺍﺱ ﻃﺮﺡ ﻣﻌﺬﻭﺭ ﮬﯿﮟ ﮐﮧ ﺫﮬﻦ ﮐﮯ ﻋﻼﻭﮦ ﺍﻥ ﮐﮯ ﺟﺴﻢ ﮐﺎ ﮐﻮﺋﯽ ﺣﺼّﮧ ﮐﺎﻡ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﺮﺗﺎ ﺍﻭﺭ ﻭﮦ ﭘﮭﺮ ﺑﮭﯽ ﺍﻟﻠﻪ ﮐﺎ ﺷﮑﺮ ﺍﺩﺍ ﮐﺮﺗﮯ ﮬﯿﮟ .. ﯾﮩﺎﮞ ﮐﺘﻨﮯ ﮬﯿﮟ ﺟﻦ ﮐﮯ ﭘﻮﺭﮮ ﮐﮯ ﭘﻮﺭﮮ ﺧﺎﻧﺪﺍﻥ ﮐﺴﯽ ﻧﮧ ﮐﺴﯽ ﺣﺎﺩﺛﮯ ﮐﺎ ﺷﮑﺎﺭ ﮬﻮ ﺟﺎﺗﮯ ﮬﯿﮟ ﻭﮦ ﭘﮭﺮ ﺑﮭﯽ ﺻﺒﺮ ﮐﺮﺗﮯ ﮬﯿﮟ ..
ﺍﻟﻠﻪ ﺳﮯ ﺳﻮﺩﮮ ﺑﺎﺯﯼ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﯽ ﺟﺎ ﺳﮑﺘﯽ .. ﺍﺱ ﮐﻮ ﮐﻮﺋﯽ ﺩﻟﭽﺴﭙﯽ ﻧﮩﯿﮟ ﮐﮧ ﺗﻢ ﻣﺴﻠﻤﺎﻥ ﺭﮬﺘﮯ ﮬﻮ ﯾﺎ ﻧﮩﯿﮟ .. ﺗﻤﮭﺎﺭﮮ ﻣﺬﮬﺐ ﺑﺪﻝ ﻟﯿﻨﮯ ﺳﮯ ﺩﻧﯿﺎ ﻣﯿﮟ ﻣﺴﻠﻤﺎﻥ ﺧﺘﻢ ﺗﻮ ﻧﮩﯿﮟ ﮬﻮ ﺟﺎﺋﯿﮟ ﮔﮯ .. ﺣﻀﺮﺕ ﻣﺤﻤﺪ ﺻﻠﻰ ﺍﻟﻠﻪ ﻋﻠﻴﻪ ﻭﺳﻠﻢ ﮐﮯ ﻣﺎﻧﻨﮯ ﻭﺍﻟﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﺗﻮ ﮐﻤﯽ ﻧﮩﯿﮟ ﺁﺋﮯ ﮔﯽ ..
ﻓﺮﻕ ﺍﮔﺮ ﮐﺴﯽ ﮐﻮ ﭘﮍﮮ ﮔﺎ ﺗﻮ ﺗﻢ ﮐﻮ ﭘﮍﮮ ﮔﺎ .. ﻧﻘﺼﺎﻥ ﺍﮔﺮ ﮐﻮﺋﯽ ﺍﭨﮭﺎﺋﮯ ﮔﺎ ﺗﻮ ﺗﻢ ﺍﭨﮭﺎﺅ ﮔﮯ !!..