Ek badshah ( Taksh ) ne apne ghulamoo se Ek raaz ki baat kahi aur saath kaha
yeh baat kisi se na kehna. Ek saal taq to sab theek raha lekin Ek saal baad kisi ghulam ne woh baat apne kisi dost se kahi aur mana kiya ke yeh baat kisi se na kahna .
Istarah uss dost ne woh baat apne kisi dusre dost se kahi aur mana kiya ya ke kisi ko na batana. Aahista aahista yeh baat pure mulk mein mashhoor hogayi aur baat badshah taq pahunch gayi .
badshah ne hukum diya ke unn ghulamoo ke sarr qalam kar diye jaye. unn mein se Ek ne Amaan chahi aur kaha apne ghulamoo ke sarr qalam na kar. Iss kaam ki ibtida tu ne hi to ki hai. Tu ne Chashme ka munh shuru mein hi kyun band na kiya. jab woh selaab bann gaya to is ke samne band karne ka kiya fayedah ?

Haasil kalaam :
Aap ne jab taq kawi baat apne munh se na nikaali tab taq apka uss par qaboo hai. jab munh se nikaal di to woh apke oopar qaboo pa le gi .

اپنا بھید
ایک بادشاہ (تکش) نے اپنے غلاموں سے ایک راز کی بات کہی اور ساتھ کہا یہ بات کسی سے نہ کہنا۔ ایک سال تک تو سب ٹھیک رہا لیکن ایک سال بعد کسی غلام نے وہ بات اپنے کسی دوست سے کہی اور منع کیا کے یہ بات کسی سے نہ کینا۔
اسطرح اس دوست نے وہ بات اپنے کسی دوسرے دوست سے کہی اور منع کیا کے کسی کو نہ بتانا۔ آہستہ آہستہ یہ بات پورے ملک میں مشہور ہو گی اور بات بادشاہ تک پھنچ گی۔
بادشاہ نے حکم دیا کے ان غلاموں کے سر قلم کر دیے جایے۔ ان میں سے ایک نے امان چاہی اور کہا اپنے غلاموں کے سر قلم نہ کر۔ اس کام کی ابتدا تو نے ہی تو کی ہے۔ تو نے چشمے کا منہ شروع میں ہی کیوں بند نہ کیا۔ جب وہ سیلاب بن گیا تو اس کے سامنے بند کرنے کا کیا فایدہ؟
حاصل کلام:
تو نے جب تک کوی بات اپنے منہ سے نہ نکالی تب تک تیرا اس ہر قابو ہے۔ جب منہ سے نکال دی تو وہ تیرے اوپر قابو پا لیے گی۔
(حکایات سعدی (ابن علی ) صفحہ نمبر 44)